Monday, August 6, 2012

main kabhi batlaata nahi, par andhere se darta hoon main “““““maa”””””

yuun to main dikhlaata nahi, teri parwaah karta  tha main “““““maa”””””
tujhe sab hai pata, hai na” ““““maa”””””?
phirbi aisa kyun kia meri “““““maa”””””?

bheed mein yuun na chhodo mujhe, ghar laut ke bhi aana paau ““““maa””””
bhejna itna door mujhko tu, yaad bhi tujhko aana paau ““““maa””””
kya itna bura hoon main ““““maa””””?
jaa raha hoon itna door mein mei”““““maa”””””

jab bhi kabhi koi mujhe, bura bolta hai  ““““maa””””
meri nazar dhoondhe tujhe, sochun yahi tu aake thaamegi ““““maa””””
unase main yeh kehta nahi, par main seham jaata hoon main ““““maa””””
chehre mein aane deta nahi, dil hi dil mein ghabraata hoon main
tujhe sab hai pata hai na ““““maa””””?

main kabhi batlaata nahi, par andhere se darta hoon main ““““maa””””

tujhe sab hai pata, hai na ““““maa””””?
yuun to main dikhlaata nahi, teri parwaah karta  tha main ““““maa””””

1 comment:

  1. main kabhi batlaata nahi, par andhere se darta hoon main “““““maa”””””

    ReplyDelete